Famous Shayari Of Zakir Khan That Will Make You Fall In Love

0
250
Famous Shayari Of Zakir Khan That Will Make You Fall In Love
Famous Shayari Of Zakir Khan That Will Make You Fall In Love

Zakir Khan a popular name in standup comedy has created a niche of his own. In addition to comedy, he is also a well-known poet and a fabulous actor which he has shown in his web series ‘Chacha Vidhayak Hain Hamaare’. In Tathastu, Zakir Khan shows his life’s journey from his school days till becoming famous as a stand-up comedian.

Here, we are going to explore Zakir Khan Shayari and Zakir Khan poetry which have also found a special place in the hearts of his fans and online audiences.

Zakir Khan Shayari Shows Another Side of ‘Sakht Launda’

Zakir Khan Shayari

1. Meri Jameen Tumse Gahari Rahi hai, Waqt Aane Do, Aasman Bhi Tumse Uncha Rahega!

Meri Jameen Tumse Gahari Rahi hai, Waqt Aane Do, Aasman Bhi Tumse Uncha Rahega!
Zakir Khan Shayari

2. Teri Bewafaai Ke Angaaron Mein Lipti Rahi Yun Ruh Meri. Main Is Tarah Aag Na Hota, Jo Ho Jaati Tu Meri.

Teri Bewafaai Ke Angaaron Mein Lipti Rahi Yun Ruh Meri. Main Is Tarah Aag Na Hota, Jo Ho Jaati Tu Meri.
Zakir Khan Shayari

3. Kya Apni Chhoti Ungli Se Uska Bhi Haath Thaam Liya Karti Ho Tum, Kya Waise Hi Jaise Mera Thhama Karti Thi?

Kya Apni Chhoti Ungli Se Uska Bhi Haath Thaam Liya Karti Ho Tum, Kya Waise Hi Jaise Mera Thhama Karti Thi?
Zakir Khan Shayari

4. Har Ek Dastoor Se Bewafai, Main Shiddat Se Hai Nibhai. Raaste Bhi Khud Hai Dhundhe, Aur Manjil Bhi Khud Banai.

Har Ek Dastoor Se Bewafai, Main Shiddat Se Hai Nibhai. Raaste Bhi Khud Hai Dhundhe, Aur Manjil Bhi Khud Banai.
Zakir Khan Shayari

5. Apne Aap Ke Bhi Peeche Khada Hu Mein, Zindagi Kitna Dheere Chala Hoon Mein.

Apne Aap Ke Bhi Peeche Khada Hu Mein, Zindagi Kitna Dheere Chala Hoon Mein.
Zakir Khan Shayari

6. Kamyaabi Tere Liye Humne Khud Ko Kuch Yun Taiyyar Kar Liya, Main Har Jazbaat Baazar Mein Rakh Kr Ishtehaar Kar Liya.

 Kamyaabi Tere Liye Humne Khud Ko Kuch Yun Taiyyar Kar Liya, Main Har Jazbaat Baazar Mein Rakh Kr Ishtehaar Kar Liya.
Zakir Khan Shayari

7. Har Ek Dastoor Se Bewafaai, Main Shiddat Se Hai Nibhai. Raaste Bhi Khud Hai Dhundhe, Aur Manzil Bhi Khud Banayi.

Har Ek Dastoor Se Bewafaai, Main Shiddat Se Hai Nibhai. Raaste Bhi Khud Hai Dhundhe, Aur Manzil Bhi Khud Banayi.
Zakir Khan Shayari

8. Ab Koi Haq Se Hath Pakadkar Mehfil Mein Dobara Nahi Baithaata. Sitaaron Ke Beech Se Suraj Banne Ke Kuch Apne Hi Nuksaan Hua Karte Hai.

Ab Koi Haq Se Hath Pakadkar Mehfil Mein Dobara Nahi Baithaata. Sitaaron Ke Beech Se Suraj Banne Ke Kuch Apne Hi Nuksaan Hua Karte Hai.
Zakir Khan Shayari

Zakir Khan Shayari On Love

1. Hum Dono Me Bas Itna Sa Farq Hai Uske Sab “Lekin” Mere Naam Se Shuru Hote Hain, Aur Mere Saare “Kaash” Uss Par Aa Kar Rukte Hain.

Hum Dono Me Bas Itna Sa Farq Hai Uske Sab "Lekin" Mere Naam Se Shuru Hote Hain, Aur Mere Saare "Kaash" Uss Par Aa Kar Rukte Hain.
Zakir Khan Shayari on Love

2. Teri Bewafaai Ke Angaaron Mein Lipti Rahi Yun Ruh Meri. Mein Is Tarah Aag Na Hota, Jo Ho Jaati Tu Meri.

Teri Bewafaai Ke Angaaron Mein Lipti Rahi Yun Ruh Meri. Mein Is Tarah Aag Na Hota, Jo Ho Jaati Tu Meri.
Zakir Khan Shayari on love

3. Main Chah Kar Bhi, Tum Jaisa Nahi Ban Paya. Dekho Na…Tum Toh Aage Badh Gaye, Par Mein Kahaan Badh Paaya.

Main Chah Kar Bhi, Tum Jaisa Nahi Ban Paya. Dekho Na...Tum Toh Aage Badh Gaye, Par Mein Kahaan Badh Paaya.
Zakir Khan Shayari on love

4. Zindagi Se Kuch Zyaada Nahi, Bas Itni Si Farmaaish Hai. Ab Tasveer Se Nahi Tafseel Se Milne Ki Khwaaish Hai.

Zindagi Se Kuch Zyaada Nahi, Bas Itni Si Farmaaish Hai. Ab Tasveer Se Nahi Tafseel Se Milne Ki Khwaaish Hai.
Zakir Khan Shayari on love

5. Bahut Maasum Ladki Hai Ishq Ki Baat Nahi Samajhati Na Jaane, Kis Din Mein Khoyi rahti, Meri Raat Nahi Samajhati!

Bahut Maasum Ladki Hai Ishq Ki Baat Nahi Samajhati Na Jaane, Kis Din Mein Khoyi rahti, Meri Raat Nahi Samajhati!
Zakir Khan Shayari on love

6. Ishq Ko Masum Rehne Do Notebook Ke Aakhari Panne Par, Aap Use Kitabon Mein Daal Kar Mushkil Naa Kijiye!

Ishq Ko Masum Rehne Do Notebook Ke Aakhari Panne Par, Aap Use Kitabon Mein Daal Kar Mushkil Naa Kijiye!
Zakir Khan Shayari on love

7. Mere Ishq Se Mili Hai Tere Husn Ko Ye Shoharat, Tere Jikr Hi Kaha Tha, Meri Dastaan Se Pehle!

Mere Ishq Se Mili Hai Tere Husn Ko Ye Shoharat, Tere Jikr Hi Kaha Tha, Meri Dastaan Se Pehle!
Zakir Khan Shayari on love

8. Lut Rahe The Khajane Maa Baap Ki Chhav Mein, Hum Kudiyon Ke Khatir Ghar Chhod Ke Aa Gaye!

Lut Rahe The Khajane Maa Baap Ki Chhav Mein, Hum Kudiyon Ke Khatir Ghar Chhod Ke Aa Gaye!
Zakir Khan Shayari on love

Zakir Khan Shayari in Hindi

1. वो तितली की तरह आई और जिंदगी को बाग़ कर गई मेरे जितने नापाक थे इर्रादे उन्हें भी पाक कर गई।

वो तितली की तरह आई और जिंदगी को बाग़ कर गई मेरे जितने नापाक थे इर्रादे उन्हें भी पाक कर गई। 
Zakir Khan Shayari in Hindi

2. गर यकीं न हो तो बिछड़ कर देख लो तुम मिलोगे सबसे मगर हमारी ही तलाश मे।

गर यकीं न हो तो बिछड़ कर देख लो तुम मिलोगे सबसे मगर हमारी ही तलाश मे।
Zakir Khan Shayari in Hindi

3. ये तो परिंदो की मासूमियत है,वरना दुसरो के घर अब आता जाता कौन ह।

ये तो परिंदो की मासूमियत है,वरना दुसरो के घर अब आता जाता कौन ह।
Zakir Khan Shayari in Hindi

4. दिलो की बात करता है जमाना,पर आज भी मोहोब्बत चेहरे से ही सुरु होती है।

दिलो की बात करता है जमाना,पर आज भी मोहोब्बत चेहरे से ही सुरु होती है।
Zakir Khan Shayari in Hindi

5. माना की तुमको भी इश्क़ का तजुर्बा कम नहीं,हमने भी तोह बागो में है कई तितलियाँ उड़ाई।

माना की तुमको भी इश्क़ का तजुर्बा कम नहीं,हमने भी तोह बागो में है कई तितलियाँ उड़ाई।
Zakir Khan Shayari in Hindi

6. उससे मैं क्या, मेरा खुमार भी मिले तो बेरहमी से तोड़ देती है,वो खवाब में आती है मेरी, फिर आकर मुझे छोड़ देती है।

उससे मैं क्या, मेरा खुमार भी मिले तो बेरहमी से तोड़ देती है,वो खवाब में आती है मेरी, फिर आकर मुझे छोड़ देती है।
Zakir Khan Shayari in Hindi

Zakir Khan Shayari and Poetry touches our heart and makes us laugh and feel happy. In the world of soulful poetry and heartfelt expressions, Zakir Khan Poetry in Hindi manages to charm us and remind us of the beauty of poetry, much like the timeless verses of legendary poet Gulzar. Just as Zakir Khan’s words resonate with emotion, readers exploring the intricacies of love shayari would also find themselves captivated by the best love shayari by Gulzar. For a deeper dive into the world of evocative verses and emotional connections, be sure to explore our article on “The Best Love Shayari of Gulzar.”